mom shayari in english | maa shayari in english Hindi
.webp)
.webp)
Mom shayari in english short
.webp)
.webp)
Mother Shayari in Hindi
.webp)
.webp)
Maa ke liye best line in english
.webp)

Mom Shayari in english 2 lines
Baaki sabkuch paa liya bas reh gai ek aapki kami
Aapki bohot yaad aati hai i love you mummy
_______________________________
Jab dawa kaam aati nahi
Tab dua kaam aati hai maa ki
_______________________________
Maa shayari in english hindi
Anubhav kehta hai ki maa ki aawaz
Sukoon deti hai chahe wo phone par hi kyun na ho
_______________________________
Jo maa aulaad ke hote huye roti hai
Wo aulaad humesha tabah hoti hai
_______________________________
माँ की तारीफ में शायरी 2 line
Jo mangu wo de de
Wo khuda hai koi meri maa thode hi hai
_______________________________
J bhi kashti meri gam ke sailaam mein aa jaati hai
Meri maa mujhe aashirwaad dene ke liye mere khaab mein aa jaati hai
_______________________________
Miss u Maa shayari in english
Ghar kaisa bhi ho maa ke bina adhura hota hai
Aur sapna kaisa bhi ho maa ke aashirwaad se sab pura hota hai
_______________________________
Main jab bhi nikalta hoon kisi kaam ke liye Ghar se kaam yahi ek karke nikalta hoon
Meri maa bhagwaan hai meri main uske kadmo mein matha tek kar ke nikalta hoon