Ghalib poetry | poetry by Mirza Ghalib
kaaba kis munh se jaoge ghalib
sharm tum ko magar nahin aati
_______________________________________________
Ghalib Poetry love
Ye muhahabt aisa munfarid khel hai ghalib
Jo seekh jata hai wohi haar jata hai . Mirza Ghalib Shayari
_______________________________________________
Ghalib Poetry Hindi
bas-ki dushvar hai har kaam ka asaan hona
aadmi ko bhi mayassar nahin insaan hona
_______________________________________________
Ishq par zoor nahi, hai ye wo atish ghalib!
K lagaiy na lage, aur bujhaye na bhujy .
_______________________________________________
Ghalib poetry On life
ye na thi hamari qismat ki visal-e-yaar hota
agar aur jeete rahte yahi intezar hota
_______________________________________________
Ghalib poetry in English
hum ko maalum hai jannat ki haqiqat lekin
dil ke khush rakhne ko 'ghalib' ye khayal achha hai
_______________________________________________
Ghalib Poetry In Urdu
Khub tha pehle se hote
jo hum apne badkhuwa
K bhala chahtey hain
or bura hota hai.
_______________________________________________
Mirza Ghalib ghazal
Mudat hui hai yar ko mehmaan kye huy
Josh qada se bazam chiraagan kiye huy.
_______________________________________________
Mirza Ghalib Quotes
hazaron khwahishen aisi ki har khwahish pe dam nikle,
bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle
_______________________________________________
Mirza Ghalib Poetry in Urdu 2 Lines
Qismat buri sahi per tabiyat buri nahi
Hai shukar ki jaga k shikayat nahi mujhe.
_______________________________________________
Ghalib best poetry
Qismat buri sahi per tabiyat burin ahi
Hai shukar ki jaga k shikayat nahi mujhe.
_______________________________________________
Mirza Ghalib poetry PDF
Taqdeer par yu naaz mat kar ae
Ghalib,
Bas kafan hamara zara sa mela tha,
Warna shaair hum bhi kuch kum Na the.
_______________________________________________
Ghalib Best Poetry In Urdu
Urne de in parindon ko azad fiza me ghalib
Jo tere apne hon ge
wo lot aien ge ksi roz.
_______________________________________________
Ghalib Shayari On khoobsurat
Dard ho dil me to dawa lejiye
Dil hi jab dard ho to kya kijiye .
_______________________________________________
Ragoon me dorte phrne ke hum nahi qail
Jab aankh se hi na tapka to phr laho kya hai.