Apne Hi Haathon Fande Par, Sad Shayri
Apne Hi Haathon Fande Par Faansi Ke Jhule Kaise Koyi
Wo jo har Jagah Dikhayi De Us Shaqs Ko Bhule Kaise Koi
अपने ही हाथों फंदे पर फांसी के झूले कैसे कोई
वो जो हर जगह दिखाई दे उस शख्स को भूले कैसे कोई
Fr fr
Ek Tarf Se Ho Pakki Ek Taraf Se Ho Kacchi
Dori Rishton Ki Wo Turki Hi Acchi
Wo Thi Khush Mere Bager Bhi Idhar Virah Ki Agni Me in Main Khud Ko Jala Raha Tha
Man Toh Tha Marne Ka Mera Magar Main Gaadi Zindgi Ki Apno Ke Liye Chala Raha Tha